Bollywood Songs Lyrics Free

bollywood song lyrics. romantic bollywood songs lyrics. old hindi song lyrics. latest hindi song lyrics.

1

Ads Here

3

Monday, December 17, 2018

Jab Se Mera Dil Song Lyrics - Amaavas (2019)


Dil ko dil se kuch hai kehna
Dil se ab na door rehna
Dil ki bas yeh hi guzarish hai

Dhadkano ki sun le baatein
Jo labon se keh na paate
Dil ki bas yeh hi guzarish hai

Jab se mera dil tera hua
Pucho na mujhko mujhe kya hua
Ab teri baahon mein jeena mujhe
Warna hai marr jaana

Jab se mera dil tera hua
Pucho na mujhko mujhe kya hua
Ab teri baahon mein jeena mujhe
Warna hai marr jaana

Shayad ye pal phir na mile
Na khatam ho ye silsile
Ban ke duaa tum jo mile
Ikk zindagi aao jee lein

Mere iraado ne tay kar liya
Zarra bhi na rahe darmiyaan
Meri wafaaon ki hai ye ada
‘gar ho judaa ho jaaun fanaa

Jab se mera dil tera hua
Pucho na mujhko mujhe kya hua
Ab teri baahon mein jeena mujhe
Warna hai marr jaana

Jab se mera dil tera hua
Pucho na mujhko mujhe kya hua
Ab teri baahon mein jeena mujhe
Warna hai marr jaana.

No comments:

Post a Comment

Note: Only a member of this blog may post a comment.