Bollywood Songs Lyrics Free

bollywood song lyrics. romantic bollywood songs lyrics. old hindi song lyrics. latest hindi song lyrics.

1

Ads Here

3

Monday, December 17, 2018

Gali Gali Song Lyrics - K.G.F: Chapter 1 (2018)


Maine tere liye chhoda hai zamana
Zara tera iraada toh bata
Aise nazrein tu mujhe chura na
Zara tera iraada toh bata

Chaaya hai mujhpe tera hi nasha
Kambakht dil ye kahaan ja phansa
Main teri deewani tu mera deewana
Samajh nazar ka ishara…

Gali gali mein phirta hai
Tu kyun banke banjara
Aa mere dil mein bas ja
Mere aashiq awaara

Tere kusoor hai na mera kusoor
Dono ke dono paas hoke bhi door
Teri wajah se main to soyi nahi
Meri wajah se tu bhi jaaga zaroor

Tu meri mohabbat se bach na sakega
Samajh jaaneman ye ishaara

Gali gali mein phirta hai
Tu kyun banke banjara
Aa mere dil mein bas ja
Mere aashiq awaara

Gali gali mein phirta hai
Tu kyun banke banjara
Aa mere dil mein bas ja
Mere aashiq awaara.

No comments:

Post a Comment

Note: Only a member of this blog may post a comment.